ek raadhaa, ek miiraa dono.n ne shyaam ko chaahaa
antar kyaa dono.n kii chaah me.n bolo
ik prem diivaanii, ik daras diivaanii
ek raadhaa, ek miiraa ...
raadhaa ne madhuban me.n Dhuu.NDhaa
miiraa ne man me.n paayaa
raadhaa jise kho baiThii
vo govind aur daras dikhaayaa
ek muralii ek paayal, ek pagalii, ek ghaayal
antar kyaa dono.n kii priit me.n bolo
ek suurat lubhaanii, ek muurat lubhaanii
ik prem diivaanii, ik daras diivaanii ...
miiraa ke prabhu giridhar naagar
raadhaa ke manamohan
raadhaa din {sh}R^i.ngaar kare
aur miiraa ban gayii jogan
ek raanii ek daasii, dono.n hari prem kii pyaasii
antar kyaa dono.n kii tR^ipti me.n bolo
ek jiit na maanii, ek haar na maanii
ik prem diivaanii, ik daras diivaanii ...
|