giitaayan An Interface to ISB

maaTii ko laajaanaa naa - Fashion (1957)  

Lyrics: Bharat Vyas | Music: Hemant Kumar | Singer(s): Hemant, Bela Mukherjee 
View in Nagari (Hindi)
he: ba.De ba.De tufaano.N ke aage kabhii nahii.n jo haaraa hai naarii kii taaqat par ab tak zindaa desh tumhaaraa hai maaTii ko lajaanaa naa is maaTii ko lajaanaa naa desh hai mahaan isakii shaan ko miTaanaa naa do: maaTii ko lajaanaa naa is maaTii ko lajaanaa naa desh hai mahaan is kii shaan ko miTaanaa naa ... he: vichha.Daa hua yahaa.n kaa vichha.Dii kaa nuur hai.n be: haa.N vichha.Dii kaa nuur hai.n he: (is) maaTii meraa maa hua siitaajii kaa si.nduur hai.n be: siitaajii kaa si.nduur hai.n he: desh ke javaano.n o faishan ke diivaano.n tho.Dii baat puraanii maano apanii sej ko paraa_ii naag se kabhii sajaanaa naa ... he: galiyaa.n paraayiin ko khoyaa teraa dhyaan hai.n be: ho khoyaa teraa dhyaan hai apanii puujaaran kaa tu hii bhagavaan hai be: tu hii bhagavaan hai he: raam hai tu usakaa ghanashyaam hai tu usakaa chaaro.n dhaam hai tu usakaa aisii naarii ke jigar pe kaTaarii tu chalaanaa naa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.