aaj nahii.n to kal bikhar jaaye.nge ye baadal
ha.Nsate hue chal
mere man ha.Nsate hue chal
biitii hu_ii baato.n pe
biitii hu_ii baato.n pe ab rone se kyaa phal
ha.Nsate hue chal
mere man ha.Nsate hue chal
guzar chukaa hai jo zamaanaa
guzar chukaa hai jo zamaanaa
tuu bhuul jaa usakii dhun
jo aanevaale din hai.n
unakii aavaaz ko sun
mujhe pataa hai ba.De ba.De
tuufaan hai.n tere saamane
khushii khushii tuu sahataa jaa
jo kuchh bhii diyaa hai raam ne
apanii tarah kitano.n ke
yahaa.N TuuT chuke hai.n mahal
ha.Nsate hue chal
mere man ha.Nsate hue chal
phuulo.n kaa seharaa baa.Ndhanevaale
is duniyaa me.n anek
jo kaa.NTo.n kaa taaj pahan le
vo laakho.n me.n ek
mere man vo laakho.n me.n ek
gire bijaliyaa.n gire bijaliyaa.n
gire bijaliyaa.n phir bhii apanii
Tek(?) se tuu mat Tal
ha.Nsate hue chal
mere man ha.Nsate hue chal
merii muhabbat aaj jalaanaa
sa.mbhal ke zaraa chiraag
merii muhabbat aaj jalaanaa
sa.mbhal ke zaraa chiraag
mai.n kaaGaz ke ghar me.n baiThii
lag na jaaye aag
lag na jaaye aag merii qismat me.n
lag na jaaye daag merii izzat me.n
is desh kii naarii ko
is desh kii naarii ko
ko_ii kah na de durabal
ha.Nsate hue chal
mere man ha.Nsate hue chal
|