giitaayan An Interface to ISB

raat khushii kii aayii - Baablaa (1953)  

Lyrics: Sahir | Music: S D Burman | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
raat khushii kii aayii aaj duniyaa nayii hai nazaare naye raat khushii kii aayii aaj duniyaa nayii hai nazaare naye raat khushii kii aayii siine me.n uma.nge.n machalii hoTho.n pe taraane aaye siine me.n uma.nge.n machalii hoTho.n pe taraane aaye ham jinake liye jiite the aakhir vo zamaane aaye unakii aashaa_o.n ne ruup dhaare naye raat khushii kii aayii aaj duniyaa nayii hai nazaare naye raat khushii kii aayii kirano.n ke sehare bunatii raat aayii nasiibo.nvaalii, ho raat aayii nasiibo.nvaalii kirano.n ke sehare bunatii raat aayii nasiibo.nvaalii, ho raat aayii nasiibo.nvaalii dharatii pe ujaalaa phailaa ambar pe sajii divaalii mere naino.n me.n chamake sitaare naye raat khushii kii aayii aaj duniyaa nayii hai nazaare naye raat khushii kii aayii chalate hue ek raahii ne ma.nzil kaa ishaaraa paayaa chalate hue ek raahii ne ma.nzil kaa ishaaraa paayaa majadhaar me.n ek naiyyaa ne maa.Njhii kaa sahaaraa paayaa inake tuufaa.N se ubhare kinaare naye raat khushii kii aayii aaj duniyaa nayii hai nazaare naye raat khushii kii aayii
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.