giitaayan An Interface to ISB

umr huii tumase mile phir bhii jaane kyo.n - Bahurani (1963)  

Lyrics: Sahir | Music: C Ramchandra | Singer(s): Lata, Hemant 
View in Nagari (Hindi)
la : umr huii, tumase mile, phir bhii jaane kyo.n aise lage jaise pahalii baar mile hai.n he : umr huii, baag saje, phir bhii jaane kyo.n aise lage phool pahalii baar khile hai.n la : ruup jagaa yuu.N, bin sa.Nvaare saajanaa, mai.n sa.Nvar gaii -2 aaj lagaa yuu.N, aaj lagaa yuu.N, motiyo.n se merii maa.Ng bhar gaii kajaraa chhalake, acharaa Dhalake, aise lage jaise pahalii baar mile hai.n he : sa.ng tumhaaraa, merii zindagii ko raas aa gayaa -2 paa ke sahaaraa, paa ke sahaaraa, duur thhaa mai.n, apane paas aa gayaa duniyaa saarii, laage nyaarii, aise lage jaise pahalii baar mile hai.n la : jhuum uThaa tan, man me.n ek aisii baat aa gaii -2 jisakii thii lagan, jisakii thii lagan aaj vo milan kii raat aa gaii alake lahake, akhiyaa.N bakahe aise lage jaise pahalii baar mile hai.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.