giitaayan An Interface to ISB

ye mausam kaa jaaduu hai mitavaa - Hum Aapke Hain Kaun (1994)  

Lyrics: Ravinder Rawal | Music: Ram Laxman | Singer(s): Lata, S P Balasubramaniam 
View in Nagari (Hindi)
ThaNDii ThaNDii puravai_yaa me.n u.Datii hai chunariyaa, he dha.Dake moraa jiyaa raamaa baalii hai umariyaa dil pe, nahii.n qaabu kaisaa, ye jaaduu ye mausam kaa jaaduu hai mitavaa na ab dil pe qaabuu hai mitavaa nainaa jisame.n kho gaye diivaane se ho gaye nazaaraa vo har suu hai mitavaa ye mausam kaa jaaduu hai mitavaa ... shaharii baabuu ke sa.ng mem gorii gorii, he aise lage jaise, chandaa kii chakorii phuulo.n kaliyo.n kii bahaare.n cha.nchal ye havaa_o.n kii pukaare.n hamako ye ishaaro.n me.n kahe.n ham tham ke yahaa.N gha.Diyaa.N guzaare.n pahale kabhii to na hamase batiyaate the aise phulavaa ye mausam kaa jaaduu hai mitavaa ... Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa... sachchii sachchii bolanaa bhed na chhupaanaa, he kaun Dagar se aaye kaun dishaa hai jaanaa inako ham le ke chale hai.n apane sa.ng apanii nagariyaa hai re sa.ng an_jaane kaa us par an_jaan Dagariyaa phir kaise tum duur itane sa.ng aa ga_ii mere goriyaa ye mausam kaa jaaduu hai mitavaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.