giitaayan An Interface to ISB

dekh ke terii nazar beqaraar ho gaye - Howrah Bridge (1958)  

Lyrics: Qamar Jalalabadi | Music: O P Nayyar | Singer(s): Asha, Rafi 
View in Nagari (Hindi)
aa: dekh ke terii nazar beqaraar ho gaye e jii huzuur Thahariye ham shikaar ho gaye aa_o jii #dance# kar le.n, tho.Daa #romance# kar le.n raat hai ThaNDii ThaNDii dilo.n me.n aag bhar le.n pahalaa nazaaraa hu_aa, ek ishaaraa hu_aa kisse hazaar ho gaye dekh ke terii nazar beqaraar ho gaye e jii hazuur Thahariye ham shikaar ho gaye ra: mukh pe pasiinaa halakaa, goraa ye ruup haay hamane to aaj dekhii, barkhaa me.n dhuup haay dekho ye la.Dake saare bechaare dil ke maare tum pe nisaar ho gaye aa: dekh ke terii nazar, beqaraar ho gaye ra: o ho ho ho ho ho aa: e jii huzuur Thahariye ham shikaar ho gaye aa: ek savaal #dear# puuchhuu.N janaab se laaye ho aa.Nkhe.n kahii.n dhoke sharaab se aa.Nkhe.n terii mastaanii ham to haaye dilabar jaanii Duub ke paar ho gaye dekh ke terii beqaraar ho gaye e jii hazuur Thahariye ham shikaar ho gaye
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.