giitaayan An Interface to ISB

bahut khuubasurat javaan ek la.Dakii - Dostaanaa (1980)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Kishore 
View in Nagari (Hindi)
%%% comments : : brilliantly rendered by kk bahut khuubasurat javaan ek la.Dakii sa.Dak pe akelI chalii jaa rAhI thI ... fakat naam ko usane pahane the kapa.De aja.ntaa kii muurat nazar aa rahI thI, nazar aa rahI thI koii manachalaa usase Takaraa gayaa, koI manachalaa usase Takaraa gayaa (mere dosto.n, tum karo faisalaa, khataa kisakii hai, kisako de.n ham sazaa ) - 2 huA haadasaa jo, vo kaise nA hotA ke banake qayaamat vo nikalI thI ghar se, vo nikalI thI ghar se nA dekhe koI to sharaafat hai usakii jo dekhe to kuchh bhI jhuke nA najar se, jhuke nA najar se koi dilajalaa muft maaraa gayaa, koi, dilajalaa muft mAraa gayaa (mere dosto.n, tum karo faisalaa, khataa kisakii hai, kisako de.n ham sazaa ) - 2 hasii.n to hameshaa hasii.n the magar, hasii.n to hameshaa hasii.n the magar, kabhI raasto.n pe nikalate nA the badalate the vo bhI kaI ruup lekin, naye roz faishan badalate nA the gayaa ek to duusaraa aa gayaa aa, gayaa, ek to, duusaraa aa gayaa (mere dosto.n, tum karo faisalaa, khataa kisakii hai, kisako de.n ham sazaa ) - 2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.