giitaayan An Interface to ISB

moraa goraa a.ng lai le - Bandini (1963)  

Lyrics: Gulzar | Music: S D Burman | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
moraa goraa a.ng la_i le mohe shaam ra.ng da_i de chhup jaauu.Ngii raat hii me.n mohe pii kaa sa.ng da_i de ek laaj roke paiyaa.N ek moh khii.nche baiyaa.N haay ek laaj roke paiyaa.N ek moh khii.nche baiyaa.N jaauu.N kidhar na jaanuu.N ham kaa koii bataa_ii de ho~ o~ moraa goraa a.ng la_i le mohe shaam ra.ng da_i de chhup jaauu.Ngii raat hii me.n mohe pii kaa sa.ng da_i de badarii haTaa ke cha.ndaa chup ke se jhaa.Nke cha.ndaa aa~ a~ badarii haTaa ke cha.ndaa chup ke se jhaa.Nke cha.ndaa tohe raahuu laage bairii muskaaye jii jalaa_i ke ho~ o~ moraa goraa a.ng la_i le mohe shaam ra.ng da_i de chhup jaauu.Ngii raat hii me.n mohe pii kaa sa.ng da_i de kuchh kho diyaa hai paa_i ke kuchh paa liyaa gavaa_i ke~ kuchh kho diyaa hai paa_i ke kuchh paa liyaa gavaa_i ke kahaa.N le chalaa hai manavaa mohe baa.Nvarii banaa_i ke ho~ o~ moraa goraa a.ng la_i le mohe shaam ra.ng da_i de chhup jaauu.Ngii raat hii me.n mohe pii kaa sa.ng da_i de
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.