ko:
aa jaa ~
aa jaa aa jaa mere saaqii
hasarat hai dil me.n baaqii
ulfat kaa jaam pilaa jaa
jiine kaa Dha.ng bataa jaa
aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa
aa jaa~~~
lataa:
ye kis ne pukaaraa hai mujhe
kis ne pukaaraa~
hai kaun talab_gaar meraa
kaun hai pyaaraa~
samuuh svar:
saaqii mai.n idhar huu.N
mai.n idhar huu.N
mai.n idhar huu.N
mai.n paas me.n baiThaa huu.N
aur mai.n kadamo.n me.n pa.Daa huu.N
ko:
bhar bhar ke jaam pilaa de -2
saaqii banaa de matavaalaa
tuu laa laa laa bas banaa de matavaalaa -2
lataa:
sharaab/-e/-husn nazar se pilaane aayii huu.N
mai.n ek-ek ko bekhud banaane aayii huu.N -2
adaa se naaz se abaro ke ik ishaare se -2
dilo.n me.n ishq kaa jaaduu jagaane aayii huu.N
ko:
bhar bhar ke jaam pilaa de /threedots
lataa:
nazar milaao to dil ko qaraar aa jaaye
har ek adaa pe tum ko pyaar aa jaaye
uThaao jaam ke janataa se kam nahii.n duniyaa -2
piyo piyo ke tumhe.n aitabaar aa jaaye -2
ko:
bhar bhar ke jaam pilaa de /threedots
lataa:
vo muskuraa ke nigaahe.n milaaye jaate hai.n~
suruur ban ke mere dil pe chhaaye jaate hai.n -/2
milii hai aaj jo un kii nazar se merii nazar -/2
to haay mere kadam Dagamagaaye jaate hai.n
ko:
bhar bhar ke jaam pilaa de /threedots
|