Duub jaaye
(Duub jaaye jo qismat kaa taaraa
ko_ii hotaa nahii.n phir sahaaraa) -2
Duub jaaye
o~ chaa.Nd suuraj ho roshan hame.n kyaa
o~ koii phuulo.n kaa gulashan hame.n kyaa
is ? jiivan hamaaraa
Duub jaaye ...
aisaa ulajhaa hai kaa.nTo.n me.n daaman
apanii parachhaii.n hai apanii dushman
laakh tuufaan hai.n
laakh tuufaan hai.n aur ek bechaaraa
ko_ii hotaa nahii phir sahaaraa
Duub jaaye ...
o rah ga_ii aarazuu nazar me.n
o kaTii apanii duniyaa bha.Nvar me.n
jab nazar aa rahaa thaa kinaaraa
ko_ii hotaa nahii.n phir sahaaraa
Duub jaaye ...
|