giitaayan An Interface to ISB

duniyaa hamaare pyaar kii yuu.N hii javaa.N rahe - Lahore (1949)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: Shyam Sundar | Singer(s): Lata, Karan Divan 
View in Nagari (Hindi)
(ka: duniyaa hamaare pyaar kii yuu.N hii javaa.N rahe la: mai.n bhii vahii.N rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe)-2 la: do din kii zi.ndagii hai ise yuu.N guzaar de -2 uja.Dii huii ye pyaar kii raahe.n sa.Nvaar de -2 ham tum yahaa.N rahe naa rahe is kaa Gam nahii.n lekin hamaare pyaar kaa baakii nishaa.N rahe mai.n bhii vahii.n rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe ka: duniyaa hamaare pyaar kii yuu.Nhii javaa.N rahe la: mai.n bhii vahii rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe ka: duniyaa me.n chho.D jaaye.nge ham vo nishaaniyaa.N -2 ban jaaye.ngii jo pyaar kii miiThii kahaaniyaa.N -2 do: duniyaa hamaare baad hame.n yuu.N karegii yaad do pyaar karane vaale hai.n par ek jaa.N rahe mai.n bhii vahii.n rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe duniyaa hamaare pyaar kii yuu.Nhii javaa.N rahe mai.n bhii vahii.n rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe duniyaa hamaare pyaar kii
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.