giitaayan An Interface to ISB

havaa hai sard sard - Shatranj (1956)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: C Ramchandra | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
% % Slow version % havaa hai sard sard aur dil me.n bhii hai dard barasii hai kahii.n aaj ghaTaa mausam kaa ra.ng hai ajiib, bulbul se phuul hai kariib aaye bahaar ke kadam, jaaga hai baag kaa nasiib sunake ghaTaa kaa shor, ja.ngal me.n naachaa mor barasii hai kahii.n aaj ghaTaa shaake.n savar savar gayii, kaliyaa.n nikar nikar gayii dekhaa samaa jhulaa jhulaa, nazre.n jidhar jidhar gayii kaisaa ajab hai ra.ng, bhiigaa hai a.ng a.ng barasii hai kahii.n aaj ghaTaa havaa hai sard sard/threedots % % Fast version % havaa hai sard sard aur dil mei.n bhii hai dard barasii hai kahii.n aaj ghaTaa mausam kaa ra.ng hai ajiib,bulbul se phuul hai kariib aaye bahaar ke kadam,jaagaa hai baag kaa nasiib sunake ghaTaa kaa shor, ja.ngal me.n naachaa mor barasii hai kahii.n aaj ghaTaa ThaNDii havaa ke saath saath, dil me.n ye aa rahii hai baat jaauu.N yahaa.n se duur duur, haato.n me.n leke unaka haath machalaa huaa hai dil, aise me.n aake mil barasii hai kahii.n aaj ghaTaa havaa hai sard sard/threedots
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.