giitaayan An Interface to ISB

kho gayaa jaane kahaa.N - Mohar (1959)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: Madan Mohan | Singer(s): Hemant 
View in Nagari (Hindi)
aa aa aa (kho gayaa jaane kahaa.N aarazuu kaa jahaa.N) -2 muddate.n guzarii magar yaad hai vo daastaa.N kho gayaa jaane kahaa.N ... daaG miT sakate nahii.n dil se terii yaad ke is tarah bhuule ko_ii guzare bahaaro.n kaa samaa kho gayaa jaane kahaa.N ... aa aa aa (zi.ndagii viiraa.N hai ek seharaa kii tarah) -2 (dil meraa betaab hai mauj-e-dariyaa kii tarah) -2 Gam kii mai.n tasaviir huu.N aa aa aa Gam kii mai.n tasaviir huu.N bekasii kii daastaa.N kho gayaa jaane kahaa.N ... qaafile aate rahe.n qaafile jaate rahe.n merii ma.nzil kaa magar naa milaa mujhako nishaan kho gayaa jaane kahaa.N ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.