he: bahaaro.n se puuchho nazaaro.n se puuchho
dil kyo.n divaanaa meraa ho gayaa
laakh sambhaalaa magar kho gayaa
la: bahaaro.n se puuchho nazaaro.n se puuchho
dil kyo.n divaanaa meraa ho gayaa
laakh sambhaalaa magar kho gayaa
la: tuu bhii divaanaa sanam mai.n bhii diivaanii
ulfat kii hai ajab kahaanii
tu bhii divaanaa sanam mai.n bhii divaanii
he: ulfat kii hai ajab kahaanii
la: meraa dil teraa kaise ho gayaa
do: lakh sambhaalaa magar kho gayaa
he: ba.Dane lagii hai ab beqaraarii
la: miTane lagii hai nii.nd hamaarii
he: dil ko naa jaane ye kyaa ho gayaa
la/he: lakh sambhaalaa magar kho gayaa ...
|