hasrat-o-yaas ko le kar shab-e-Gam aa_ii hai
bhii.D kii bhii.D hai, tanahaa_ii hii tanahaa_ii hai
ulfat ke hai.n kaam niraale
ban ban ke biga.D jaate hai.n
qismat me.n na ho to saathii
mil mil ke bichha.D jaate hai.n
ulfat ke hai.n ...
( ummiide.n bhii hai.n ik sapanaa
duniyaa me.n nahii.n kuch apanaa ) -2
aa.Nsuu hai.n to bah jaate hai.n
aramaa.N hai to ? jaate hai.n
ulfat ke hai.n ...
( aavaaz uThii hai dil se
bedard zamaane sun le ) -2
kal tuu bhii uja.D jaayegaa
ham aaj uja.D jaate hai.n
ulfat ke hai.n ...
|