duniyaa banaane vaale raamojii
gazab saa hai teraa i.ntazaam
duniyaa banaane vaale raamojii
gazab saa hai teraa i.ntazaam
roshanii karane ko roz suuraj aataa
raat ko chup-chaap chaa.Nd paharaa lagaataa
daso dishaao.n me.n pavan jam ke dhulaataa(?)
laakh parindo.n kaa bhii.D jhuum ke gaataa
vaah re vaah re daataa
are vaah re vaah re daataa kyaa Kuub teraa kaam
duniyaa banaane vaale raamojii ...
ajab teraa jaaduu hai ajab teraa khel
jalate hai.n taaro.n ke diye roz binaa tel
aag kaa hotaa nahii.n paanii se kabhii mel
phir bhii baadalo.n me.n lagii bijaliyo.n kii bel
gahare samandar ke bhii andar hai dhuum dhaam
duniyaa banaane vaale raamojii ...
kuchh zaruur hai terii kudarat me.n karaamaat
kuchh zaruur hai
kuchh zaruur hai terii kudarat me.n karaamaat
tere ishaare pe yahaa.N ban rahii har baat
ye zamiin ye gagan, ye prakash ye pavan
ye samudr ye pahaa.D ye bhii ?
tuu ne har ik pe ? dii hai binaa daam
duniyaa banaane vaale raamojii ...
%
endsong
%
|