kaa: (duur desh kaa rahane vaalaa aayaa
aayaa desh paraaye)-2
(man se man kii puuchh rahaa hai)-2
apanaa bhed chhupaaye
do: (duur desh kaa rahane vaalaa aayaa
aayaa desh paraaye)-2
duur desh kaa rahane vaalaa aayaa
pa.n: dekh use ik pe.D pe mainaa bolii
do: dekh use ik pe.D pe mainaa bolii
kaa: kyaa
pa.n: aao, aao musaafir bolo apanii bolii
musaafir bolo apanii bolii
(kyo.n itane ghabaraaye)-2
kaa: TuuTaa ghosalaa banaa rahii huu.N
banaa sako to bulaa rahii huu.N
(kyo.n naa haath baTaaye)-2
do: duur desh kaa rahane vaalaa aayaa
aayaa desh paraaye
duur desh kaa rahane vaalaa aayaa
kaa: (kyo.n musaafir ruuTh gayaa
haa.N ruuTh gayaa, dil to.D diyaa)-2
pa.n: paayaa thaa, ik raaz bhuul ke chho.D diyaa
phir lene ko ham aaye.n
do: duur desh kaa rahane vaalaa aayaa
aayaa desh paraaye
duur desh kaa rahane vaalaa aayaa
kaa: dekh a.Ndheraa ... na behosh huaa
bolii mainaa kyaa niraashaa dosh huaa
tum aaye ham gaaye
pa.n: ham aaye tum gaaye
do: (aayaa desh paraaye
duur desh kaa rahane vaalaa aayaa)-2
|