giitaayan An Interface to ISB

bhiigii bhiigii raato.n me.n miiThii miiThii baato.n me.n - Ajanabee (1974)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: R D Burman | Singer(s): Kishore, Lata 
View in Nagari (Hindi)
% kishor: bhiigii bhiigii raato.n me.n, miiThii miiThii baato.n me.n aisii barasaato me.n, kaisaa lagataa hai? lataa: (aisaa lagataa hai tum banake baadal, mere badan ko bhigoke mujhe, chhe.D rahe ho o chhe.D rahe ho ) - 2 lataa: (ambar khele holii uii maa.N bhiigii morii cholii, hamajolii, hamajolii ) - 2 o, paanii ke is rele me.n saavan ke is mele me.n chhat pe akele me.n kaisaa lagataa hai kishor: aisaa lagataa hai tU banake ghaTaa apane sajan ko bhigoke khel khel rahii ho o khel rahii ho lataa: aisaa lagataa hai tum banake baadal mere badan ko bhigoke mujhe chhe.D rahe ho ho. chhe.D rahe ho kishor: (barakhaa se bachaa luu.N tujhe siine se lagaa luu.N aa chhupaa luu.n aa chhuupaa luu.N ) - 2 dil ne pukaaraa dekho rut kaa ishaaraa dekho uf ye nazaaraa dekho kaisaa lagataa hai, bolo? lataa: aisaa lagataa hai kuchh ho jaayegaa mast pavan ke ye jhoke.n sai.nyaa dekh rahe ho o dekh rahe ho aisaa lagataa hai tum banake baadal mere badan ko bhigoke mujhe chhe.D rahe ho ho chhe.D rahe ho
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.