giitaayan An Interface to ISB

bholii suurat dil ke khoTe, naam ba.De aur darashan chhoTe - Albela (1951)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: C Ramchandra | Singer(s): Lata, Chitalkar, chorus 
View in Nagari (Hindi)
chi: bholii suurat dil ke khoTe naam ba.De aur darashan chhoTe, darashan chhoTe chi: naye zamaane kii ye naarii uu.Nchii #sandal# baa.Nkii saa.dii naino.n me.n kajaraa ho.nTho.n pe laalii ko: haath me.n ka.ngan kaan me.n baalii, kaan me.n baalii chi: naino.n me.n kajaraa ho.nTho.n pe laalii nakhare ba.De moTe moTe, naam ba.De aur darashan chhoTe ... la: naye zamaane ke ye chhailaa, ujale kapa.De dil hai mailaa ra.ng-ra.ngiilii inakii Taa_ii, ghar me.n lekin ka.Dakii chhaa_ii ko: ka.Dakii chhaa_ii, ka.Dakii chhaa_ii, ka.Dakii chhaa_ii la: ra.ng-ra.ngiilii inakii Taa_ii, ghar me.n lekin ka.Dakii chhaa_ii #fashion# ba.De moTe moTe naam ba.De aur darashan chhoTe ... la : husn aur ishq kii ye la.Daa_ii, shuruu se jag me.n hotii aayii chi: naa ko_ii jiite naa ko_ii haare, ajii kyo.n na dil mil jaaye saare do : na ham ba.De na tum chhoTe naam ba.De aur darashan chhoTe ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.