giitaayan An Interface to ISB

kabhii pa.nghaT pe aa jaa - Pyar Ki Jeet (1948)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: Husnlal-Bhagatram | Singer(s): Suraiya, Surinder Kaur,Meena Kapoor 
View in Nagari (Hindi)
kabhii pa.nghaT pe aa jaa mere sapano.n ke raajaa aa jaa, aa jaa kabhii panghaT pe aa jaa- jise chaahuu.n mai.n paanii pilaa duu.n mai.n paanii pilaa duu.n use duniyaa kaa sab kuchh bhulaa duu.n main sab kuchh bhulaa duu.n tere hosh bhii ga.Nvaa duu.n zaraa nain to milaa jaa kabhii pa.nghaT pe aa jaa- merii gagrii se pii lo paanii aa ke jaa_e naa usakii javaanii paanii piine ke bahaane, dil kii pyass to bhujaa jaa kabhii pa.nghat pe aa jaa- tere liye mai.n pa.nghaT pe aa_uu.n paniyaa.n bharan kaa bahaanaa banaa_uu.n kahii.n dekhe na zamaanaa raajaa chorii chorii aajaa kabhii pa.nghat pe aa jaa-
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.