kar de zaraa ishaaraa
tere naam kaa sahaaraa -2
chhaa_ii hu_ii siyaahii
bhaTakaa hu_aa hai raahi
sar par kha.Dii tabaahii -2
terii razaa se chamake, Duubaa hu_aa sitaaraa
tere naam kaa sahaaraa ...
a.njaam zi.ndagii kaa
dil ko Daraa rahaa hai
tuufaan aa rahaa hai -2
tuu hii use bachaa le, duniyaa ne jis ko maaraa
tere naam kaa sahaaraa ...
kar de zaraa ishaaraa
tere naam kaa sahaaraa