giitaayan An Interface to ISB

ta.Dap ta.Dap ke kaTii umr aashiyaane me.n - Do Phool (1958)  

Lyrics: Hasrat | Music: Vasant Desai | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
(ta.Dap ta.Dap ke kaTii umr aashiyaane me.n)-2 milaa na chai.n hame.n to kabhii zamaane me.n ta.Dap ta.Dap ke kaTii umr aashiyaane me.n (bahaar aaii khile phuul ham to ye samajhe)-2 kisii ne aag lagaa_ii hai ashiyaane me.n milaa na chai.n hame.n to kabhii zamaane me.n ta.Dap ta.Dap ke kaTii umr aashiyaane me.n kisii se kuchh na kahaa kisii se kuchh na kahaa, apane dil se baate.n kii ham aap jal gaye dil kaa diyaa jalaane me.n milaa na chai.n hame.n to kabhii zamaane me.n ta.Dap ta.Dap ke kaTii umr aashiyaane me.n (bhagavaan)-4 (hamaare sabr kaa bhagavaan imtehaan na le)-2 kahii.n ye dam na nikal jaaye ? me.n milaa na chai.n hame.n to kabhii zamaane me.n ta.Dap ta.Dap ke kaTii umr aashiyaane me.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.