taare vohii hai.n chaa.Nd vohii hai
haay magar vo raat nahii.n
haay, taare vohii hai.n
(mai.n bhii vohii huu.N tum bhii vohii ho)2
haay magar vo baat nahii.n
taare vohii hai.n
jo mai.n jaanatii dil deke dukhii honaa hai
ye priit sadaa kaa ronaa hai
(naa meraa dil bhaTaktaa naa mai.n aap bhaTaktii)2
band zubaa.n (mai.n kahaa.N vo kahaa.N)2
ab milane kii ko_ii baat nahii.n
haay vo raat nahii.n
haay, taare vohii hai.n
aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu lab pe haay
ye ham un se lekar aaye
(haar gaye ham payaar kii baazii)2
dil ne aise khel khilaa_e
band zubaa.n (mai.n kahaa.N vo kahaa.N)2
ab milane kii ko_ii baat nahii.n
haay vo raat nahii.n
taare vohii hai.n, chaa.Nd vohii hai
haay magar vo raat nahii.n
haay, taare vohii hai.n
|