giitaayan An Interface to ISB

chalataa rahe ye kaaravaa.N umr\-e\-rawaa.N kaa kaarawaa.N - Chor Baazaar (1954)  

Lyrics: Shakeel | Music: Sardar Malik | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
chalataa rahe ye kaaravaa.n (umr-e-ravaa.n kaa kaaravaa.n)-2 chalataa rahe ye kaaravaa.n umr-e-ravaa.n kaa kaaravaa.n (shaam chale, pehar chale ma.nzil se bekhabar chale )-2 bas yuu.N hii umr bhar chale ruk naa sake yahaa.N vahaa.N chalataa rahe ye kaaravaa.n umr-e-ravaa.n kaa kaaravaa.n (phuule phale merii kalii Gam naa mile tujhe kabhii)-2 guzare khushii me.n zindagii aae naa mausam-e-khizaa.n (?) chalataa rahe ye kaaravaa.n umr-e-ravaa.n kaa kaaravaa.n (duniyaa kaa tuu habiib ho ma.nzil terii qariib ho)-2 insaa.n (?) teraa nasiib ho tujh pe Khudaa kii ho amaa.n chalataa rahe ye kaaravaa.n umr-e-ravaa.n kaa kaaravaa.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.