giitaayan An Interface to ISB

de bhii chuke ham dil nazaraanaa dil kaa - Jaal (1952)  

Lyrics: Sahir | Music: S D Burman | Singer(s): Kishore, Geeta 
View in Nagari (Hindi)
%Kishore (de bhii chuke ham dil nazaraanaa dil kaa) 2 %Geeta are, chho.Do bhii (chho.Do bhii ye raag puraanaa dil kaa) 2 %K (ek nazar me.n haar chuke hai.n dil ko) 2 terii adaa pe vaar chuke hai.n dil ko ajii mushkil hai ab lauT ke aanaa dil kaa %G jaa jaa jaa chho.Do bhii ye raag puraanaa dil kaa %G (mu.nh dho le o jaal bichhaane waale) 2 ham nahii.n in baato.n me.n aane waale khel hai ye jaanaa pahchaanaa dil kaa %K are, de bhii chuke ham dil nazaraanaa ... %G ... dil kaa %K (chhiin ke dil aashiq kaa mukarane waale) 2 are, mar jaae.nge tujh par marane waale haay, chho.D bhii de zaalim ta.Dapaanaa dil kaa %G jaa jaa chho.Do bhii ye raag puraanaa dil kaa %G (Daalii Daalii phirate hai.n harajaaii) 2 lobhii bha.Nvaro.n ne kab priit nibhaaii yuu.N hii sab karate hai.n bahaanaa dil kaa %K haae, de bhii chuke ham dil nazaraanaa dil kaa %G yuu.N hii sab karate hai.n bahaanaa dil kaa khel hai ye jaanaa pahchaanaa dil kaa chho.Do bhii ye raag puraanaa dil kaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.