zb, ts, chorus:
ho rasiyaa ho, kabhii le chal tuu
jamunaa ke paar re
zb: ho duniyaa ke Dar se
dilo.n kii rahii.n dil me.n
ts: ho dilo.n kii rahii.n dil me.n
zb: tuu bhii mushqil me.n hai
mai.n bhii mushqil me.n
ko: ho rasiyaa ho, rasiyaa ho
biitii jaa_e umariyaa hamaar re
ho rasiyaa ho ...
ss: aao mere sai.nyaa mai.n jaa_uu.N marii
zb??: o mai.n jaa_uu.N marii
ss??: jamunaa paar chalo baje baa.Nsurii
zb??: baje baa.Nsurii
bo: mohe maaro naa birahaa kii maar re
ho rasiyaa ho ...
zb: ho khet rahe.nge jawaanii rahe naa
ss: ho jawaanii rahe naa
zb: ho khet rahe.nge jawaanii rahe naa
ss: jawaanii rahe naa
zb: aao bhii sai.nyaa.N ko_ii ye kahe naa
ko: ho rasiyaa ho, rasiyaa ho
tuune jaanii naa laagii sitaar re
ho rasiyaa ho ...
|