jaam thaam le
sochate hii sochate naa biite saarii raat
jaam thaam le /-2
saj ke aaii hai shiishe kii parii
Dhuu.nDh ke laaii hai dilo.n kii khushii
jannat se kudarat ne bhejaa tere liye iinaam
duniyaa ke har dukh kaa daaru ek sunaharii jaam
jaam thaam le /threedots
subeh duur hai raat kii kasam
dil kii maan le mere sanam
mastii kii in ghaDiyo.n me.n kyaa soch samajh kaa kaam
zulfo.n ke saaye me.n naadaa.n kar bhii le aaraam
jaam thaam le /threedots
|