naazo.n ke pale
(naazo.n ke pale kaa.NTo.n pe chale
aisaa bhii jahaa.N me.n hotaa hai
taqadiir ke zaalim haato.n se
dil khuun(?) ke aa.Nsuu rotaa hai)-2
naazo.n ke palethree dots
jis din me.n charaag(?) rahataa thaa
haath udatii hai un haivaano.n me.n
makamal pe na rakh te the jo kadam
phirate hai.n vo rekistaano.n me.n
naazo.n ke palethree dots
chalane kaa sahaaraa koii nahii.n
rukane ka Thikaanaa koii nahii.n
is haal me.n kaam aane valaa
apanaa begaanaa koii nahii.n
naazo.n ke palethree dots
duniyaa me.n kisii ko bhii apanii
qismat ka likhaa maaluum nahii.n
saamaan hai.n laakho.n baraso.n ke
par kal ka pataa maaluum nahii.n
naazo.n ke palethree dots
|