giitaayan An Interface to ISB

nain khoyii khoyii tere dil me.n bhii - Munimji (1955)  

Lyrics: Shailendra | Music: S D Burman | Singer(s): Lata, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
La:nain khoyii khoyii tere dil me.n bhii kuchh hoye re pyaar ye nahii to aur kyaa hai Chorus:nain khoyii khoyii tere dil me.n bhii kuchh hoye La:nain khoyii khoyii tere dil me.n bhii kuchh hoye re pyaar ye nahii to aur kyaa hai ho.nTho.n pe inakaar terii aa.Nkho.n me.n ikaraar hai pyaar ye nahii to aur kyaa hai Chorus:nain khoyii khoyii tere dil me.n bhii kuchh hoye re pyaar ye nahii to aur kyaa hai La:dil hii dil me.n teraa balakhaanaa dil hii dil me.n teraa balakhaanaa man me.n haa haa magar muu pe naa naa man me.n haa haa Chorus:man me.n haa haa magar muu pe naa naa La:badii badii aa.Nkho.n se leke nishaanaa gha.Dii gha.Dii gha.Dii gha.Dii tiir chalaate teraa sharamaanaa pyaar ye nahii to aur kyaa hai nain khoyii khoyii tere dil me.n bhii kuch hoye re Chorus:pyaar ye nahii to aur kyaa hai La:unake muu pe laaj kaa gulaal ra.ng laaye re unake muu pe laaj kaa gulaal ra.ng laaye re badalii ke din jaise dhuup aaye jaaye re Chorus:dhuup aaye jaaye La:dil pe lagii chhoT dil pe lagii chhoT koii kab tak chhupaye re miithii miithii miithii miithii tiiro.n(?) se dil ko mazaa aaye re pyaar ye nahiin to aur kyaa hai nain khoyii khoyii tere dil me.n bhii kuchh hoye re Chorus:pyaar ye nahii to aur kyaa hai niibu kii(bhuukii?) paakii sii baakii ye akhiyaa.N niibu kii paakii sii baakii ye akhiyaa.N thiikii thiikii ye zulmii palakhiyaa.N (these lines don't make any sense to me but that's what my ears could catch) tiikii tiikii Chorus:tiikii tiikii ye zulmii palakhiyaa.N na dekhe din aur na dekhhe ratiyaa.N chorii chorii chorii chorii dekho chhe.D chha.d kare akhiyaa.N pyaar ye nahii to aur kyaa hai nain khoyii khoyii tere dil me.n bhii kuchh hoye re Chorus:pyaar ye nahii to aur kyaa hai ho.nTho.n pe inakaar terii aa.Nkho.n me.n ikaraar hai Chorus:pyaar ye nahii to aur kyaa hai La:aaa aa Chorus:pyaar ye nahii to aur kyaa hai La:aaa aa Chorus:pyaar ye nahii to aur kyaa hai
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.