giitaayan An Interface to ISB

ni.ndiyaa bulaane vaalii sapane dikhaane vaalii - Sajni (1956)  

Lyrics: Narendra Sharma | Music: Sudhir Phadke | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
(ni.ndiyaa bulaane vaalii, sapane dikhaane vaalii)-2 (muralii bajaaii pyaare, puunam ke chaa.nd ne)-2 (so jaa so jaa naunihaal, mere aa.Nkh ? ke laal)-2 tujhe dekh mere baal, merii a.Nkhiyaa.n nihaal lagan lagaaii pyaare, puunam ke chaa.nd ne muralii bajaaii pyaare, puunam ke chaa.nd ne puunam ke chaa.nd ne, puunam ke chaa.nd ne, muralii bajaaii pyaare, puunam ke chaa.nd ne (liye kirano.n kii Dorii, aaii chaa.ndanii kii chhorii)-2 madhuras me.n bolii, koii miiThii miiThii lorii rajanii sajaaii pyaar rajanii sajaaii pyaare, puunam ke chaa.nd ne puunam ke chaa.nd ne, puunam ke chaa.nd ne, muralii bajaaii pyaare, puunam ke chaa.nd ne (mere maanasarovar, mere piyaa kii sarohar)-2 praanavaaro.n mai.n niharuu.N, teraa mukha.Daa manohar priit jagaaii pyaare priit jagaaii pyaare, puunam ke chaa.nd ne ni.ndiyaa bulaane valii ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.