zb: saajan, aa jaa; raajan, aa jaa
saajan, khele.n dil ke khel
raajan, khele.n dil ke khel
gh: sajanii, man me.n samaa jaa, aa jaa
zb: tum jiit gaye ho priit kii baazii
dil apanaa mai.n haarii
jamunaa ke taT jaise
jiite raadhe se banawaarii
gh: sajanii, man me.n samaa jaa, aa jaa
jiivan-darpaN me.n ab hogaa
dil se dil kaa mel
bo: khele.n dil ke khel ...
zb: ham tum bichha.De bhii soye the
gh: jaise nii.nd aur nainaa
zb: saa.Njh savere phir mil jaa_e.N
gh: jaise din aur rainaa
gh: sajanii, man me.n samaa jaa, aa jaa
bo: prem ke raN me.n jo kuchh biite
man se jaae.N jhel
bo: khele.n dil ke khel ...
|