giitaayan An Interface to ISB

chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj-dhaj ke - Boot Polish (1953)  

Lyrics: Shailendra | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Talat, Asha 
View in Nagari (Hindi)
t: chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj-dhaj ke - 2 A: jaauu.N piyaa ke desh o rasiyaa mai.n saj-dhaj ke - 2 t: chalii kaunase desh gujariyA tuu saj-dhaj ke t: chhalake.n maat-pitaa kI a.Nkhiyaa.N rove tere bachapan kii sakhiyaa.n bhaiyaa kare pukaar ho bhaiyaa kare pukaar nA jaa ghar-aa.ngan taj ke A: jaauu.N piyaa ke desh o rasiyaa mai.n saj-dhaj ke t: chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj-dhaj ke A: duur desh mere pii kii nazariyA vo unakii mai.n unakii sa.nvariyaa baa.ndhii lagan kii Dor ho baa.ndhii lagan kii Dor mai.nne sab soch-samajhake jaauu.N piyaa ke desh o rasiyaa mai.n saj-dhaj ke t: chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj-dhaj ke ta: do din jag me.n dhuum machaaye.n jaa ke koii vapas na aaye khoj khoj thak jaaye.n ho khoj khoj thak jaaye.n do nainaa chaa.Nd suraj ke A: jaauu.N piyaa ke desh o rasiyaa mai.n saj-dhaj ke t: chalii kaunase desh gujariyaa tuu saj-dhaj ke
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.