chhoTaa saa ghar hogaa baadalo.n kii chhaa.Nv me.n
aashaa diivaanii man me.n ba.nsurii bajaaye
ham hii ham chamake.nge taaro ke us gaa.Nv me.n
aa.Nkho.n kii roshanii har dam ye samajhaaye
chaa.Ndii kii kursii pe baiThe merii chhoTii bahanaa
sone ke si.nhaasan pe baiThe merii pyaarii maa.N
meraa kyaa mai.n pa.Daa rahuu.Ngaa ammii jii ke paa.Nv me.n
meraa kyaa mai.n pa.Daa rahuu.Ngaa ammii jii ke paa.Nv me.n
aa a_i re, aa a_i re
aa a_i re, aa a_i re
chhoTaa saa ghar hogaa ...
merii chhoTii bahanaa naazo.n kii paalii shahazaadii
jitanii bhii jaldii ho mai.n kar duu.Ngaa isakii shaadii
achchhaa hai ye balaa hamaarii jaaye duuje gaa.Nv me.n
achchhaa hai ye balaa hamaarii jaaye duuje gaa.Nv me.n
aa a_i re, aa a_i re
aa a_i re, aa a_i re
chhoTaa saa ghar hogaa ...
## (different tune - ) ##
kahegii maa.N dulhan laa beTaa ghar suunaa suunaa hai
man me.n jhuum kahuu.Ngaa mai.n maa.N itanii jaldii kyaa hai?
galii galii me.n tere raaj_dulaare kii charchaa hai
aakhir koii to aayegaa in naino.n kii gaa.Nv me.n
aakhir koii to aayegaa in naino.n kii gaa.Nv me.n
aa a_i re, aa a_i re
aa a_i re, aa a_i re
chhoTaa saa ghar hogaa ...
%
% Hemant Kumar version
%
chhoTaa saa ghar hogaa baadalo.n ke chhaa.Nv me.n
aashaa divaanii man me.n ba.nsuurii bajaaye
ham hii ham chamake.nge taaro.n ke us gaa.Nv me.n
aa.Nkho.n kii roshanii haradam ye samajhaaye
(chhaa.Ndii kii kursii pe baithe merii chhoTii bahanaa ) -2
sone ke si.nhaasan pe baithe merii pyaarii maa.N
(meraa kyaa mai pa.Daa rahuu.Ngaa ammii jii ke paa.Nv me.n) -2
aa aa aa_ii re aa aa aa_ii re
aa aa aa_ii re aa aa aa_ii re ...
|