giitaayan An Interface to ISB

dekho ruuThaa naa karo, baat nazaro.n kii suno - Tere Ghar Ke Samne (1963)  

Lyrics: Hasrat | Music: S D Burman | Singer(s): Rafi, Lata 
View in Nagari (Hindi)
(rafii: dekho ruuThaa naa karo, baat nazaro.n kii suno lataa: ham na bole.nge kabhii, tum sataayaa naa karo ) - 2 rafii: dekho ruuThaa naa karo rafii: cheharaa to laal huaa, kyaa kyaa haal huaa is adaa par terii, mai.n to paagal huaa tum biga.Dane jo lago, aur bhii ha.nsii.n lago lataa: ham na bole.nge kabhii, tum sataayaa naa karo rafii: dekho ruuThaa naa karo lataa: jaan par merii banii, aapakii Thaharii ha.nsii haay, mai.n jaan ga_ii, pyaar kii fitanaagarii dil jalaane ke liye, Tha.nDii aahe.n na bharo rafii: dekho ruuThaa naa karo, baat nazaro.n kii suno lataa: ham na bole.nge kabhii rafii: terii khushabuu ne mere, hosh bhii chhiin liye hai.n khushii aaj hame, tere pahaluu me.n gire dil kii dha.Dakan pe zaraa, phuul saa haath rakho lataa: ham na bole.nge kabhii, tum sataayaa naa karo rafii: dekho ruuThaa naa karo lataa: kyaa kahegaa ye samaa, in raaho.n kaa dhu.Naa laaj aae mujhe, mujhako laae ho kahaa.N ham tumhe maan gae, tum ba.De vo ho haTo rafii: dekho ruuThaa naa karo, baat nazaro.n kii suno lataa: ham na bole.nge kabhii, tum sataayaa naa karo rafii: dekho ruuThaa naa karo
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.