giitaayan An Interface to ISB

do gha.Dii vo jo paas aa baiThe, ham zamaane se duur jaa baiThe - Gateway of India (1957)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: Madan Mohan | Singer(s): Rafi, Asha 
View in Nagari (Hindi)
% Context: bb and madhubala are together writing a nazm at 3:00 am in the % morning. he writes something and she sings it, and then she writes % something and then he sings it. % rafI : do gha.DI vo jo paas aa baiThe ham zamaane se dUr jaa baiThe AshA : do gha.DI vo jo paas aa baiThe ham zamaane se dUr jaa baiThe rafI : (bhuul kii unakaa ham_nashii.n ho ke roye.nge dil ko umr bhar kho ke) - 2 haay! kyaa chiiz thii ga.Nvaa baiThe AshA : (dilako ek din zarur jAnA thaa vahI pahu.NchA jahA.n ThikAnA thaa ) - 2 dil vahii dil jo dil me.n jaa baiThe rafI : (ek dil hI thA GamagusAr apanaa meharabA.n, khaas raazadAr apanaa ) - 2 gair kA kyo.n ise banaa baiThe AshA : (gair bhI to koI hasI.n hogaa dil yU.N hI de diyA nahI.n hogaa ) - 2 dekh kar kuchh to dil lagaa baiThe do gha.DI vo jo paas aa baiThe ham jamaane se dUr jaa baiThe
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.