giitaayan An Interface to ISB

aaj kal paa.Nv zamii.n par nahii.n pa.Date mere - Ghar (1978)  

Lyrics: Gulzar | Music: R D Burman | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
(aaj kal paa.Nv zamii.n par nahii.n pa.Date mere bolo dekhaa hai kabhii tumane mujhe u.Date hue) -2 aaj kal paa.Nv zamii.n par nahii.n pa.Date mere jab bhii thaamaa hai teraa haath to dekhaa hai -2 log kahate hai.n ke bas haath kii rekhaa hai hamane dekhaa hai do taqadiiro.n ko ju.Date hue aaj kal paa.Nv... nii.nd sii rahatii hai, halakaa saa nashaa rahataa hai raat-din aa.Nkho.n me.n ik chaharaa basaa rahataa hai par lagii aa.Nkho.n ko dekhaa hai kabhii u.Date hue aaj kal paa.Nv... jaane kyaa hotaa hai har baat pe kuchh hotaa hai din me.n kuchh hotaa hai aur raat me.n kuchh hotaa hai thaam lenaa jo kabhii dekho hame.n u.Date hue aaj kal paa.Nv... aaj kal paa.Nv zamii.n par nahii.n pa.Date mere
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.