%
% [first spoken, then sung, and repeated by chorus of kids]
%
ek do tiin chaar aur paa.Nch chhah aur saat aaTh aur nau
ek jagah sab rahate the, jhaga.De the par un me.n sau
%
% spoken
nau ne kahaa aaTh kyaa
are chhoTe kaa ThaaTh kyaa
aaTh sau sau pe tuf terii izzat pe
saat yah bolaa chhah se do hazaar kaise
%
% sung
nau ne kahaa aaTh kyaa
chhoTe kaa ThaaTh kyaa
aaTh hazaar saat pe tuf terii izzat pe
saat yah bolaa chhah se do hazaar kaise
aka.D akaa.D ke biga.D bigaa.D ke jhaga.Daa jha.njhaT
kiTakiTii kar ke sab ne sab ko phaTakaaraa
rah gayaa sab kaa mu.Nh takataa sab se chhoTaa ek chaga.Daa
ek do tiin ...
ek bichha.Daa tanahaa-tanahaa phirataa thaa aavaaraa saa
sifar milaa use raste me.n be-qiimat naakaaraa saa
ek ne puuchhaa tum ho kaun
% kids repeat
us ne kahaa mai.n sirf sifar, ek ne sochaa mai.n bhii kyaa
sabase chhoTaa aur ???, mil gae dono.n ho gae das
chamakaa qismat ???
ek do tiin ...
%
% spoken by kid:
diidii, phir kyaa huaa?
%
% spoken and then sung:
ek ko jab das banate dekhaa, sab ne sifar ko rokA TokA
nau ne pyaar se aaTh milaaii, aaTh ne sau-sau baat banaaii
saat ne ra.Ngii.n jal bichhaayaa, chaah ne saur tuufaan uThaayaa
kaTA-kaTA ke miTA-miTA ke sifar ko ek se dUr haTA ke
chhiinaa ek duuje kaa sahaaraa
%
% and the last bit, sung with tears in eyes, over the background of
% the children singing the chorus "ek do teen..." :
ek bichha.Daa tanahaa-tanahaaphirane lage phirataa aavaaraa
|