giitaayan An Interface to ISB

ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa - 1942: A Love Story (1993)  

Lyrics: Javed Akhtar | Music: R D Burman | Singer(s): Kumar Sanu 
View in Nagari (Hindi)
% It was August, 1942. The "Quit India" movement had gath- % ered momemtum. Protestors, all over the country, came out in % large numbers and the thunderous cry of 'quit india' echoed % across the nation. The odd response of the British became in- % creasingly brutal and what followed was savage repression leading % to unprecedented violence, lathi charges, and ruthless firing on % unarmed protestors. The country was quickly engulfed in flames % and Kasauni, a small town in the Himalayan foothills was no ex- % ception. It was in the midst of this savage turbulence that Nandu % (Anil) and Rajjo (Manisha) met for the first time and fell in % love.. a love that changed their lives forever.. a love that was % destined to be consumed by the ravaging fires of passion and li- % beration that swept the land. Because, this was also the fateful % time when a group of dedicated revolutionaries, led by the coura- % geous and fiery Shubanker (Jackie), brought the spirit of freedom % struggle to Kasauni in prusuit of their sworn mission. Individu- % als no longer mattered, all that mattered was commitment to the % cause. And so began an immortal sage.. of people, of freedom, of % duty, of conflict, of scarifice.. and of LOVE. % ho o ... ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa, jaise khilataa gulaab, jaise shaayar kaa khvaab, jaise ujalii kiran, jaise ban me.n hiran, jaise chaa.Ndanii raat, jaise naramii baat, jaise mandir me.n ho ek jalataa diyaa, ho! o... ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa! ho, ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa, jaise subah kaa ruup, jaise saradii kii dhuup, jaise vINaa kii taan, jaise ra.ngo.n kii jaan, jaise balakhaaye.n bel, jaise laharo.n kaa khel, jaise khushabuu liye aaye Tha.nDii havaa, ho! o... ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa! ho, ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa, jaise naachataa mor, jaise resham kii Dor, jaise pariyo.n kaa raag, jaise sandal kii aag, jaise solah shrR^i.ngaar, jaise ras kii phuhaar, jaise aahistaa aahistaa ba.Dhataa nashaa, ho! o... ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa! ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa!
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.