giitaayan An Interface to ISB

ha.Nsataa huaa nuuraanii cheharaa, kaalii zulfe.n ra.ng sunaharaa - Parasmani (1963)  

Lyrics: Asad Bhopali | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Kamal Barot, Lata 
View in Nagari (Hindi)
ha.Nsataa huaa nuuraanii cheharaa kaalii zulfe.n ra.ng sunaharaa terii javaanii taubaa re taubaa re dilarubaa dilarubaa, dilarubaa dilarubaa ha.Nsataa huaa ... pahale terii aa.Nkho.n ne luuT liyaa duur se, pahale terii pahale terii aa.Nkho.n ne luuT liyaa duur se phir ye sitam hamape ki dekhanaa garuur se (o diivaane - 2), (tuu kyaa jaane - 2) dil ki beqaraariyaa.N hai.n kyaa ha.Nsataa huaa ... jii bhar ke ta.Dapaale jii bhar ke pyaar kar, jii bhar ke jii bhar ke ta.Dapaale jii bhar ke pyaar kar sab kuchh ga.nvaaraa hai tho.Daa saa pyaar kar (tuu hii dil me.n - 2), (dil mushkil me.n - 2) ab na dil ki mushkile.n ba.Dhaa ha.Nsataa huaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.