giitaayan An Interface to ISB

hamadam mere, maan bhii jaao - Mere Sanam (1965)  

Lyrics: Majrooh | Music: O P Nayyar | Singer(s): Rafi 
View in Nagari (Hindi)
ho hamadam mere, maan bhii jaao kahanaa mere pyaar kaa are halkaa-halkaa, surkh labo.n pe ra.ng to hai iqaraar kaa - 2 are hamadam mere hoy pyaar muhobbat kii havaa, pahale chalatI hai phir ik laT inakaar kii, rukh pe DhalatI hai - 2 ye sach hai kam se kam, tuu ai mere sanam laTe.n chehare se sarakaao, tamannaa aa.Nkhe malatI hai haay, hamadam mere haay tumase mil-mil ke sabaa, duniyaa mahakaaye bAdal ne chorii kiye, A.Nchal ke sa.ng - 2 ye sach hai kam se kam, tuu ai mere sanam churaa luu.n mai.n bhii do jalave, meraa aramaan bhii rah jaaye haay, hamadam mere
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.