giitaayan An Interface to ISB

jaane kaisaa hai, meraa diivaanaa, kabhii apanaa saa lage - Aansoo Ban Gaye Phool (1969)  

Lyrics: Govind Munees | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Kishore, Asha 
View in Nagari (Hindi)
aa: jaane kaisaa hai meraa diivaanaa kabhii apanaa saa lage, kabhii begaanaa % kishor: ki: ba.Dii bholii ho, ye bhii na jaanaa kabhii apano.n ko nahii.n kahate begaanaa % kishor: ki: yuu.N bhii jiitaa thaa magar koI aramaan na the jab talak aap mere dil ke mehamaan na the dil ke mehamaan na the tumase mahakaa hai meraa viiraanaa, kabhii apano.n ko nahii.n ... % asha: aa: mai.n vo aazaad ghaTaa tumane jise baa.Ndh liyaa apanii aa.Nkho.n me.n mujhe nayaa aakaash diyaa nayaa aakaash diyaa yahii chhoTaa saa meraa afasaanaa, kabhii apanaa saa lage ... % asha: kabhii chhe.De hai pavan kabhii chhe.De hai.n piyaa % kishor: ki: yahii to hogaa sanam tumane jab pyaar kiyaa tumane jab pyaar kiyaa mere paas aao chho.Do sharamaanaa kabhii apano.n ko nahii.n ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.