giitaayan An Interface to ISB

jhil-mil sitaaro.n kaa aa.ngan hogaa - Jeewan Mrityu (1970)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Rafi, Lata 
View in Nagari (Hindi)
ra: jhilamil sitaaro.n kaa aa.Ngan hogaa rimajhim barasataa saavan hogaa aisaa su.ndar sapanaa apanaa jiivan hogaa la: jhilamil sitaaro.n kaa aa.Ngan hogaa ... ra: prem kii galii me.n ek chhoTaa-saa ghar banaae.Nge kaliyaa.N naa mile naa sahii kaa.NTo.n se sajaae.Nge bagiyaa se su.ndar vo ban hogaa rimajhim barasataa saavan hogaa la: jhilamil sitaaro.n kaa aa.Ngan hogaa ra: rimajhim barasataa saavan hogaa la: terii aa.Nkho.n se saaraa sa.nsaar mai.n dekhuu.Ngii dekhuu.Ngii is paar yaa us paar mai.n dekhuu.Ngii naino.n ko teraa hii darshan hogaa rimajhim barasataa saavan hogaa ra: jhilamil sitaaro.n kaa aa.Ngan hogaa la: rimajhim barasataa saavan hogaa ra: phir to mast havaao.n ke ham jho.nke ban jaae.nge la: nainaa sundar sapano.n ke jharokhe ban jaae.nge man aashaao.n kaa darpaN hogaa do: rimajhim barasataa saavan hogaa aisaa su.ndar sapanaa apanaa jiivan hogaa ... ----- ##Lata solo## jhilamil sitaaro.n kaa aa.Ngan hogaa rimajhim barasataa saavan hogaa aisaa su.ndar sapanaa apanaa jiivan hogaa jhilamil sitaaro.n kaa aa.Ngan hogaa ... terii aa.Nkho.n se saaraa sa.nsaar mai.n dekhuu.Ngii dekhuu.Ngii is paar yaa us paar mai.n dekhuu.Ngii naino.n ko teraa hii darshan hogaa rimajhim barasataa saavan hogaa jhilamil sitaaro.n kaa aa.Ngan hogaa ... roe.Ngii ye aa.Nkhe.n phir bhii mai.n to muskuraauu.Ngii dukh ke tuufaano.n se bhii mai.n na ghabaraauu.Ngii jab saath mere meraa saajan hogaa rimajhim barasataa saavan hogaa jhilamil sitaaro.n kaa aa.Ngan hogaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.