giitaayan An Interface to ISB

juute de do paise lelo - Hum Aapke Hain Kaun (1994)  

Lyrics: Ravinder Rawal | Music: Ram Laxman | Singer(s): Lata, S P Balasubramaniam 
View in Nagari (Hindi)
dUlhe kii saaliyo.n o hare dupaTTe vaaliyo.n - 2 juute de do paise lelo ko: juute de do paise lelo dulhan ke devar tum dikhalaao naa ye tevar - 2 paise dedo juute lelo ko: paise dedo juute lelo he he he he ajii noT gino jii, jUte laao jid chho.Do jii, juute laao ##Fraud##hai.n kyaa ham, tum hii jaano aka.Duu ho tum, jo bhii maano ko: jo bhii maano, jo bhii maano ajii baat ba.Dhegii, ba.Dh jaane do maa.Ng cha.Dhegii, cha.Dh jaane do pa.Do naa aise, pahale juute ko: pahale juute pahale juute juute liye hai.n nahii.n churaayaa koii jevar dulhan ke devar tum dikhalaao naa ye tevar paise dedo juute lelo juute dedo paise lelo - 2 kuchh Tha.NDaa pii lo, mUD nahii.n hai dahii ba.De lo, mUD nahii.n hai kulfii khaa lo, bahut khaa chuke paan khaa lo, bahut khaa chuke ko: bahut khaa chuke bahut khaa chuke ajii rasamalaaii, aapake liye itanii miThaaii, aapake liye pahale juute, khaae.Nge kyaa aapakii marjii, naajii taubaa ko: naajii taubaa naajii taubaa kisI betuke shaayar kii besurii qavvaaliyo.n dUlhe kii saaliyo.n o hare dupaTTe vaaliyo.n juute dedo paise lelo - 2 he he he he jUte dedo paise le lo - 4
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.