giitaayan An Interface to ISB

kasame.n vaade.n pyaar vafaa sab, baate.n hai.n baato.n kaa kyaa - Upkar (1967)  

Lyrics: Indeevar | Music: Kalyanji-Anandji | Singer(s): Manna Dey 
View in Nagari (Hindi)
kasame vaade pyaar vafaa sab, baate.n hai.n baato.n kaa kyaa koI kisii kaa nahii.n ye jhuuThe, naate hai.n naato.n kaa kyaa kasame vaade pyaar vafaa sab, baate.n hai.n baato.n kaa kyaa hogaa masiihaa ... hogaa masiihaa saamane tere phir bhii na tuu bach paayegaa teraa apanaa.a.a.a aa.a.a.a tera apanA khuun hii aakhir tujhako aag lagaayegaa aasamaan me.n ... aasamaan me u.Dane vaale miTTii me.n mil jaayegaa kasame vaade pyaar vafaa sab, baate.n hai.n baato.n kaa kyaa sukh me.n tere ... sukh me.n tere saath chale.nge dukh me.n sab mukh mo.De.nge duniyaa vaale ... duniyaa vaale tere banakar teraa hii dil to.De.nge dete hai.n ... dete hai.n bhagavaan ko dhokhaa, inasaa.n ko kyaa chho.De.nge kasame vaade pyaar vafaa sab, baate.n hai.n baato.n kaa kyaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.