giitaayan An Interface to ISB

tuu cha.Ndaa mai.n terii chakorii - Birhan (1948)  

Lyrics: Bekal, Sarshar Sailani | Music: Lachchhi Ram | Singer(s): Raja Gul?, Dilshad Begum 
View in Nagari (Hindi)
dilashaad: tuu cha.Ndaa mai.n terii chakorii dekho sudh bisaraa ke morii kal ko naa tarasaanaa, naa tarasaanaa choo.D na jaanaa, naa jaanaa puruSh: tuu koyal mai.n teraa taraanaa dekho kar ke mujhe diwaanaa kal ko bhuul na jaanaa, bhuul na jaanaa to.D nibhaanaa, nibhaanaa ## to.D = to the end, in Punjabi usage ## di: tuu bane meraa naa meraa mai.n to terii ho lii pu: aaj amiirii aur Gariibii dono.n khele.n holii di: ohoho merii bhiigo dii cholii mai.nne thaa ghar jaanaa di: vo dekho ik pe.D pe baiThe hai.n do pa.nchhii pyaare pu: mile.n to hai.n par bichha.D na jaaye.n kahii.n nasiibo maare di: do dil milate dekh ke duniyaa sau sau zulm guzaare pu: par tum naa ghabaraanaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.