ye kuuch ke waqt kaisii aawaaz
dil ke kaano.n me.n aa rahii hai
ye kyaa biso???? hai, ye kyaa kashiish hai
jo mujh ko waapas bulaa rahii hai
bichhe hu_e hai zamii.n pe motii
## shu_aa_e.N = waves of fire/electricity ##
shu_aa_e.N baadal pe chal rahii hai.n
fizaa_e.N ra.ngii.n hai.n aisii dilakash
jo mujh ko waapas bulaa rahii hai.n
pari.nde shaakho.n me.n gaa rahe hai.n
hawaa_e.N jhuulaa jhulaa rahii hai.n
inhii.n me.n koyal kii kuuk bhii hai
jo mujh ko waapas bulaa rahii hai
## shajar - tree, sar+niguu.n - sar jhukaa huaa ##
## nasiim-e-saharii = the gentle fragrant morning
breeze ##
chhuTaa jo kaa.NTo.n se apanaa daaman
to ba.Dhake dariyaa me.n (bah rahaa)??? hai
shajar kii har shaaK saraniguu.N hai
nasiim-e-saharii bulaa rahii hai
ye kuuch ke wa.a.a.aqt
|