zo : piipal kii chha.Nv tale mai.n bhii miluu.N tuu bhii mile
aa.Nkhe.n ho.n chaar
mai.n huu.N tuu ho aur ko_ii na ho
ma.nzuur tumhe.n?
a : ma.nzuur!
phuulo.n ko to.D to.D, palako.N me.n jo.D jo.D
pahanaa_uu.N haar
mai.n huu.N tuu ho aur ko_ii na ho
ma.nzuur tumhe.n?
zo : ma.nzuur!
priit lagaa ke hame.n na bhulaanaa
naino.n se naa tuu nain churaanaa
aanaa aake phir na jaana
chaa.Nd chhupe tuu na chhupe
diip bujhe tuu na bujhe
tan man duu.N vaar mai.n huu.N tuu ho aur ko_ii na ho
ma.nzuur tumhe.n?
a : ma.nzuur!
do : piipal kii chha.Nv tale /threedots
a: jhuul rahaa hai laharo.n kaa bichhonaa
soye meraa chaa.Nd salonaa
sapano.n kaa aake jagaanaa
mai.n bhii ha.Nsuu.N tuu bhii ha.Nse
jiivan ke taar baje jiivan ke taar
mai.n huu.N tuu ho aur ko_ii na ho
ma.nzuur tumhe.n?
a : ma.nzuur!
|