giitaayan An Interface to ISB

tuu kaun sii badalii me.n mere chaa.Nd hai aa jaa - Khandan (1942)  

Lyrics: D N Madhok | Music: Ghulam Haider | Singer(s): Noorjehan 
View in Nagari (Hindi)
(tuu kaun sii badalii me.n mere chaa.Nd hai aa jaa)-2 (taare ? hai mere zakme jigar, in me.n samaa jaa)-2 tuu kaun sii badalii me.n mere chaa.Nd hai aa jaa (dil Dhuu.NDh rahaa hai dil Dhuu.NDh rahaa hai, ke meraa chaa.Nd kahaan hai)-2 (chotii sii jhalak deke merii iid banaajaa)-2 taare ? hai mere zakme jigar in me.n samaa jaa tuu kaun sii badalii me.n mere chaa.Nd hai aa jaa (pahaluu me.n liye haaye pahaluu me.n liye, baiThii huu.N dard bharaa dil)-2 (mar jaau.N yaa jiitii rahuu.N ye to bataajaa)-2 taare ? hai mere zakme jigar in me.n samaa jaa tuu kaun sii badalii me.n mere chaa.Nd hai aa jaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.