giitaayan An Interface to ISB

haath baDhaae chaa.Nd ko ... aahe.n ta.Dap rahii hai.n - Lakht-e-Jigar (Pakistan) (1956)  

Lyrics: Mushir Kazmi, Nazim Panipati | Music: G.A.Chishti | Singer(s): Noorjehan 
View in Nagari (Hindi)
haath baDhaae chaa.Nd ko pyaar Ba.Daa naadaan dil ko suunaa kar gae do din ke mahmaan aahe.n ta.Dap rahii hai.n aa.Nsuu nikal rahe hai.n-2 phuulo.n kii aarzuu me.n kaa.Nto.n pe chal rahe hai.n-2 taqdiir mujhase teraa daaman Chu.Daa rahii hai-2 ma.nzil pe aake raahii raste badal rahe hai.n-2 a.njaam kyaa yahii thaa o bewafaa zamaane-2 aa.Nkhe.n biChaane vaale aa.Nkhe.n badal rahe hai.n-2 aahe.n ta.Dap rahii hai.n aa.Nsuu nikal rahe hai.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.